Mohabbat barsa dena tu
Mohabbat barsa dena tu
.jpg)
Mohabbat barsa dena tu
Tere aur mere milne ka, mausam aaya hai
Mohabbat barsa dena tu, saawan aaya hai
Tere aur mere milne ka, mausam aaya hai
Sabse chhupa ke tujhe seene se lagaana hai
Pyar mein tere hadd se guzar jaana hai
Itna pyar kisi pe, pehli baar aaya hai
Mohabbat barsa dena tu, saawan aaya hai
Tere aur mere milne ka, mausam aaya hai
Pehle bhi kahin dekha hai, zindagi mein yeh anjaana hai
Jaane kab ghadi aayi, saath mein kitne sapne layi hai
Jo tere sang chal diya
Woh raahein tanhaa
Kuchh bhi na puchha na
Kuchh bhi na manga
Tune dil se diya jo, woh dard hi sahi
Tujhse mila hai toh inaam hai mera
Mohabbat barsa dena tu, saawan aaya hai
Tere aur mere milne ka, mausam aaya hai
Sabse chhupa ke tujhe seene se lagaana hai
Pyar mein tere hadd se guzar jaana hai
Itna pyar kisi pe, pehli baar aaya hai
Mohabbat barsa dena tu, saawan aaya hai
Tere aur mere milne ka, mausam aaya hai
Post a Comment